Verse 1Aao gao yeshu ke liye
Stuti aur mahima
Pita ki bhalaai sada ke liye
Hum par bani rehti hai
Verse 2Dhanyavaad main deta hun
Mere mahaan prabhu ... (2)
Tu hai rajaaon ka raja
Prabhuon ka prabhu
Nyay karne aanewala hai
Aao gao yeshu ke liye...
Verse 3Dhanyavaad main deta hun
Teri bulaahat ko ... (2)
Prakaash mein bulaaya yaajak banaaya
Stuti gun pragat main karoon
Aao gao yeshu ke liye...
Teri gawaahi main doo
Sansaar ke logon ko ... (2)
Abhishek kar de saahas se bhar de
Tu aanetak prachaar main karoon
Aao gao yeshu ke liye...
Verse 4Tu jo tha jo hai
Aanewala yeshu hai ... (2)
Baadlon par lene puraskaar dene
Teri mahima yug-yug ho
Aao gao yeshu ke liye...