Verse 1Aao hum milke kare, aaradhna srishtikarta ki
Gaaye hum saare mann se mahima ke geet
Verse 2Jisne bachaya humko khoon bahakar, jaan dekar
Ab aao saare mann se stuti kare uski
Verse 3Wo hi hain mahaan jo yogya hain saare aadar ke
Uski daya humpar rahe sada
Aao hum milkar kare…
Verse 4Aseemit pyaar hain uska
Anant vaacha uski…(3)
Avarnit hain uski rachna …(3)
Verse 5Wo hi hai khuda jisne paayi mrityu pe jay
Uski mahima hum par rahe sada
Wohi hain mahaan jo yogya hain saare aadar ke
Uski daya humpar rahe sada
Verse 6Aao hum milkar kare…