Verse 1Mere yeshu ke haatho mein jiyunga mai
Chhode nahin kabhi, chhode nahi
Mujhe sambhala, mujhe chalaaya mere
Haatho ko thaamega hallelujah
Verse 2Chorus
Aao milkar gaayein
Uski mahima karein
Stuti geeton se uski aaradhana karein
Verse 3Meri har ek bhalaai, uska daan hi hai
Jo kuchh mera hai, sab usi ka diya
Daulat par bharosa rakhun nahi
Sankat mein vo mera sahaayak hai
Verse 4Mera khyaal rakhne wala, meri chinta karta hai
Rog aur dukh mitaakar, apni saamarth deta hai
Aatma shakti se mujhe chalaata hai,
Kabhi bhi lajjit na hone deta
Verse 5Dulhan ki tarah intajaari hai
Yishu ke aane ke taiyaari hai
Pahunchunga main us anant bhavan
Mil jaaunga prabhu ke sang sada