Verse 1Aaraadhna hum laaye hai
Charano mein tere prabhu
Poojan ko hum aaye hai
Charano mein tere prabhu ... (2)
Verse 2Kya chadhaye hum, kuch bhi nahi humara
Ye jeevan bhi, yeshu masih hai tumhara
Jaan dekar tune, kar diya tera jeevan humara
Aaraadhna hum laaye hai...
Verse 3Tere pyaar ke badle, kya kare samarpan
Hothon ki harek stuti
Karte hai tujhko samarpan
Ek aisi kripa tu karna
Tere charano mein sada humko rakhna
Aaraadhna hum laaye hai...