Verse 1Aaraadhana kare hum yeshu ki
Aaraadhana kare vo dhanya naam ki
Sada vo naam sabse uncha naam hai
Sada uska raajya sabse bada hai
Verse 2Aaraadhana kare hum yeshu ki
Aaraadhana kare vo dhanya naam ki
Verse 3Kashton se bachaaya, jab yaad karte hain
Dhanya ho kar hum, tere stuti gayenge
Sanket aur chattaan, sabhi aasheeshen
Anant jeevan diya tune
Verse 4Aatma shakti se hum, aaraadhana karein
Unche bal se, hum honge jayavant
Siyon ka dulha aane waala hai
Shaalem ka raaja ki jai gaayein