Verse 1Ab aao vishvaasiyon
Jai jai karte aao
Ab aao hum chale baitalehem ko
Charni mein dekho mahima ka raaja
Verse 2Ab aao hum saraahein
Ab aao hum saraahein
Ab aao hum saraahein
Khrist prabhu ko
Verse 3Wo ishwar se ishwar
Jyot ka jyot sanaatan
Ghin usne na kiya garbha kuwari se
Sachcha parmeshwar na srija par janma
Verse 4He sare dootganon
Jai jaikaar tum gaao
Haan swargon ke swarg mein tum gaate raho
Mahima aur stuti ishwar sarv pradhan ko
Verse 5Aameen prabhu dhanya ho
Traan ke liye janma
He yeshu ho teri anant mahima
Pita ka vachan ab deh dhaari hua