Verse 1Ab tak mere jeevan mein tu saath raha
Ab tak mujhe apne saath chala raha
Shunya se uthaakar mere jeevan ko khada kiya
Ab tak mere jeevan mein tu saath raha
Verse 2Jab roya Haagar ke samaan mein
Bhatakta raha Yaakub ke samaan mein
Jeevan ka jal mujhe dekar marubhoomi mein
Ab tak mere jeevan mein tu saath raha (2)
Verse 3Pratidin ki roti se tript karta tu
Dharm ke marg mein le chalta tu
Teri bulahat sunkar teri seva karne mein
Ab tak mere jeevan mein tu saath raha (2)
Verse 4Jab akela gair jeevan mein tha
Apna sab kuch chhod main bhatakta tha
Apne saath apne ghar ka vaayda kiya tune
Ab tak mere jeevan mein tu saath raha (2)
Verse 5Aansu dukh nirasha mere jeevan ke
Sampurn door honge mere jeevan se
Santo sang dooto sang gaaunga Prabhu ke gun
Ab tak mere jeevan mein tu saath raha (2)