Verse 1Aadhi aur ant tu hai Yeshu
Alpha omega bhi tu Yeshu
Aguaai mein mahaan bhi tu hai
Saare karyon mein shaktimaan Prabhu
Verse 2Hallelujah gaaunga mein sada
Teri aaradhana karunga sada
Keval tu hai, keval tu hai
Keval tu hai stuti ke yogya
Verse 3Pukarkar bulaaunga jab
Uttar pradaan karta hai
Hriday jab toote toh
Kareeb tu deta hai saath
Rapha Yahowa changa karega
Shamma Yahowa saath aayega
Is Prabhu ke samaan koi nahi
Varnan karne koi aur bhi nahi
Verse 4Stutiyon mein viraajmaan
Mahima mein raaj karta
Senaaon ka Prabhu woh
Raajaaon ka raaja woh
Yahowa Elion sab se uncha
Sarvashaktimaan sarvavyaapi
Is Prabhu ke samaan koi nahi
Varnan karne koi aur bhi nahi
Verse 5Sarvaadhikaar hai woh sab ka srijanhara woh
Sreshtaadhikaari hai woh prabhuon ka Prabhu woh
Yahowa Nissi jai ka jhanda
Yahowa Shalom shaantidaata
Is Prabhu ke samaan koi nahi
Varnan karne koi aur bhi nahi