Verse 1Anand anand anand hai (2)
Prabhu ki stuti karna anand hai
Prabhu ki seva karenge sadaa ye humara saubhagya hai
Hallelujah sadaa gayenge (2)
Hum Prabhu Yeshu ke liye (2)
Verse 2Abdi mohabbat se humein prem kiya
Apna beta humein bana liya
Ye humara saubhagya hai
Verse 3Anand ke tel se massa kiya hai
Pavitra sthaan mein daakhil hua
Ye humara saubhagya hai
Verse 4Prabhu ke aagman ki khushi hai
Le jaega hume lalkar ke saath
Ye humara saubhagya hai
Verse 5Siyyon jalaal mein vaas karenge
Baap ke daahine baith jaenge
Ye humara saubhagya hai