Verse 1Apni dulhan ko lene, Yeshu raja aayega 2
Jin ke jaame lahu se dhule hai, sang le jayega 2
Verse 2Dwar daya ka khula hai, tum bhi hriday kholo,
Kroos se behti dhara, apne mann ko dholo - x2
Yeshu hai bulata, jaldi dakhil ho
Bandh hoga darwaza, phir pachtayega
Apni dulhan ko...
Verse 3Kuvvate aasmano ki hilai jayegi,
Yeshu ke aane par, kabra khul jayegi 2
Pataal aur samundar murde de denge
Yeshu mein jo soya phir uth jayega 2
Apni dulhan ko...