Verse 1Jaha thi khushboo pyaar ki
Kahaan se aayi nafrat ki talwaar
Jaha rehte the saath milke
Verse 2Kahaan se aayi jaat dharam ki deewaar
Yeshu ne sikhaya, karo tum, dushmano se bhi pyaar
Hai ye meri hi dua, salaamat rakhna, Bharat ko
Aye khuda hai ye dua
Verse 3Jab kahin behta hai lahoo, haan wahin behte hai aansoo
Har taraf chhaya hua hai maatam
Jo the apne woh ban gaye dushman
Jo de kaante, uska daaman phoolon se bhardo ... (2)
Verse 4Hai ye meri hi dua, salaamat rakhna, Bharat ko
Aye khuda hai ye dua
Aao milkar hum, banayein zindagi
Verse 5Andheri raaton mein, jalayein roshni … (2)
Roshni