Verse 1Chamka sitara, aaj charni mein
Paida hua hai Yeshu charni mein - 2
Gaao hallelujah, gaao hallelujah
Yeshu munji paida hua, hallelujah
Chamka sitara, aaj charni mein
Verse 2Jo Yeshu ke kadmo par aata hai
Najaat aur jindagi paata hai
Karo tauba aaj apne paapo se
Yeshu aaj tujhko bulata hai
Chamka sitara, aaj charni mein
Verse 3Aao milkar khushiyan manaye hum
Uske naam se paak ho jaaye hum
Paak ruh ki kudrat hum par ho
Yeshu naam se jindagi paaye hum
Chamka sitara, aaj charni mein
Verse 4Ab ho tareef Khudavand ne
Bheja Yeshu ko humko bachaane ko
Uske kadmo par aake gaao hallelujah
Yeshu munji paida hua hallelujah
Chamka sitara, aaj charni mein