Verse 1Mandir mein aaya hoon
Haikal mein khada hoon
Toot gaya tha
Paas aaya hoon main (2)
Daya kar, daya kar (2)
Pyaare masiha, sachche masiha
Daya kar, daya kar (2)
Verse 2Dil mein ye barosa leke main sinhasan ke paas aa gaya (2)
Anugrah milega, madad milegi
Mil jaayega tera aasra
Peechhe mud gaya tha
Door ho gaya tha
Bhatak gaya tha
Laut aaya hoon main (2)
Daya kar, daya kar (2)
Pyaare masiha, sachche masiha
Daya kar, daya kar (2)