Verse 1Deewani hui hai, deewani hui hai
Yeshu se milke aayi
Deewani hui hai
Deewani, deewani, deewani, deewani
Deewani hui hai
Verse 2Bharne gayi thi paani apne liye wo
Bharne gayi thi paani apne liye wo
Zindagi ka paani
Zindagi ka paani peekar ke aayi
Verse 3Maayoos ho gayi wo sabkuch lutaake
Maayoos ho gayi wo sabkuch lutaake
Daaman ko chhuke uske
Daaman ko chhuke uske shifa hai paayi
Verse 4Aansuon se dhoke paao itr hai undela
Aansuon se dhoke paao itr hai undela
Bojh gunahon ka
Bojh gunahon ka Yeshu ko deke aayi
Verse 5Rok sake na koi noor-e-khudayi
Rok sake na koi noor-e-khudayi
Naam ne Yeshu ke jag mein
Naam ne Yeshu ke jag mein halchal machayi