Verse 1Eliyah ka prabhu mora Yeshu, adbhut prabhu mora Yeshu
Stuti karoon prarthana karoon, uske prem mein badhte chalo
Zinda hai Yeshu–2, uski mahima karo
Verse 2Jeevan mein shanti woh hi deta
Jeevan mein mukti woh hi laata
Saare khushiyon ka woh hai daata
Saare dukhon ko woh hai mitaata
Verse 3Dwaar wohi hai jeevan ka, darbaar wohi
Hai udhaar ka
Marna bhi laabh hai mere liye
Jeena bhi laabh hai mere liye
Verse 4Aata hai Yeshu le jaane ko
Rahenge taiyaar uske sang jaane ko
Toori foonkte hi badal jaayenge
Yeshu ke saath hum uthae jaayenge