Verse 1Jiske naam se ye zameen ruk jaati hai
Jiske naam se aasmaan jhuk jaata hai … (2)
Jiske saamne maut bhi tik na saki
Kaun maut ke paar humko le jaata hai … (2)
Kaun hai, kaun hai, ho ho ho Yeshu naam
Yeshu naam Yeshu naam Yeshu naam
Ho ho ho Yeshu naam
Yeshu naam Yeshu naam Yeshu naam
Verse 2Toofaan kaun rokta hai dariya ko kaun cheer-ta hai
Kaun naam hai jo aaj bhi zanjeero ko bhi todta hai … (2)
Kaun hai, kaun hai, kaun hai ya ya ya Yeshu naam
Yeshu naam Yeshu naam Yeshu naam
Ho ho ho Yeshu naam
Yeshu naam Yeshu naam Yeshu naam
Verse 3Jiske naam se ye zameen ruk jaati hai
Jiske naam se aasma jhuk jaata hai
Jiske saamne maut bhi tik na saki
Kaun maut ke paar humko le jaata hai
Kaun hai, kaun hai, kaun hai, kaun hai
Ho ho ho Yeshu naam
Yeshu naam Yeshu naam Yeshu naam
Bolo bolo bolo Yeshu naam
Yeshu naam Yeshu naam Yeshu naam
Ho ho ho Yeshu naam
Yeshu naam Yeshu naam Yeshu naam