Verse 1Pavitra aatma, premi pavitra aatma
Abhi aana, utar ke aana, hamare beech mein
Verse 2Mann mein udaasi hai, ghor andhkaar hai
Nahi samajhte kya karein hum, aakar samjhana
Verse 3Kyon door rehta hai, mere mann mein aaja
Koi nahi hai mera yahan par, tera sahara hai
Verse 4Pyaas lagi mujhko pavitra aatma ki
Ro rahe hain dil mein, tadap hai, aakar bas jaana