Verse 1Sara jahaan, gaye prabhu ki mahima
Sundarta, mein kaun hain prabhu ke samaan
Hamesha ke liye, hamesha, Tu hai raja – 2
Hum milkar karenge, teri aradhana – 2
Verse 2Main zaahir karoon, Jeevit Yeshu ki mahima
Jo qurbaan hua, mere paapon ke liye
Hamesha ke liye, hamesh - Tu hai rajaa 2
Hum milkar karenge –Teri aradhana – 2