Verse 1stuti ko yogya hai tu
prabhu yeshu
aaradhana ho teri
sada sarvada
Verse 2tu hi mahan hai, sarv shaktiman hai
sarvochch tu hai, param pradhan hai
mahima ho teri, teri prashansa
sare jahan ka tu raja hai
Verse 3tu hi prabhu hai, sare jahan ka
koi nahi hai, tere jaisa
kaun tulna kare teri mahima
tu hi yeshu sabse nirala