Verse 1Stuti prashansa, hamare yeshu ki,
Aadar aur mahima, hamare yeshu ki – (2)
Aao milkar gaye hum, hallelujah – (2)
Verse 2Rajaon ka raja yeshu raja hai,
Prabhuon ka prabhu yeshu prabhu hai – (2)
Saare jagat se, wo pyar karta hai,
Anant jeevan, wo sab ko deta hai – (2)
Aao milkar gaye hum hallelujah – (2)
Verse 3Baadlo par yeshu aane wala hai,
Vishwaas yogya ko le jane wala hai – (2)
Uske saath rehna ye kitna anand hain
Uski stuti karna kitna saubhagya hai(2)
Aao milkar gaye hum hallelujah – (2)
Verse 4Bimar usko chukar changa hote hain
Paapi uske naam se udhaar pate hain (2)
Saare jagat se, wo pyar karta hai
Anant jeevan, wo sab ko deta hai – (2)
Aao milkar gaye hum hallelujah – (2)