Verse 1Taareef, taareef, taareef,
Milke karo saare taareef - 2
Yeshu ki, jo hai pyaara munji
Verse 2Usne hum sabko hai banaaya
Jo kuch dikhta, usne rachaaya - 2
Saare jahaan ka woh shehanshah - 2
Verse 3Paapon se woh paak hai karta
Saari khataayein maaf hai karta - 2
Saare rogon ko karta hai changa - 2
Verse 4Uski maut se zindagi hai paayi
Aasha nayi ek usne dilaayi - 2
Baithenge takht par fatehmand hi - 2
Verse 5Hamd-o-sana mil ke karenge
Sada wahaan par usko taakenge - 2
Geet naya wahaan gaayenge - 2