Verse 1Tera lahoo saaf karta hai
Tera lahoo jeevan deta hai
Tera lahoo meri liye, mere paap ko leta hai
Dhota hai, karta hai mujhe begunah,
Mera yeshu, Prabhu ka pyara balidan
Verse 2Tera vachan saaf karta hai
Tera vachan jeevan deta hai
Tera vachan meri liye, mere paap ko leta hai
Dhota hai, karta hai mujhe begunah,
Mera yeshu, Prabhu ka pyara balidan
Verse 3Tera pyar saaf karta hai
Tera pyar jeevan deta hai
Tera pyar meri liye, mere paap ko leta hai
Dhota hai, karta hai mujhe begunah,
Mera yeshu, Prabhu ka pyara balidan