Verse 1Toro bhavan mein aaya hoon,
Bhent aur arpann laaya hoon,
Jo bhi hai tune diya, karta hoon tera shukriya,
Mere Yeshu.
Verse 2Tu hi hai mera srajanhaar,
Teri pavan daya se basa hai jahan,
Tu pavitra hai Prabhu, tu hai mahan,
Teri stuti aur prashansa kare baar-baar,
Mere Yeshu.