Verse 1Tere naam mein changaai
Tere naam mein rihaai
Tere naam mein bhalaai
Tere naam ki duhaai
Verse 2Ho tera naam hai sab naamon mein paak
Tere naam se hum paate hai najaat
Yeshua Yeshua
Verse 3Tere naam mein bharpoori
Tere naam mein hai khushi
Tere naam mein hai salaamati
Tere naam ki ho stuti
Verse 4Ho tera naam hai sab naamon mein paak
Tere naam se hum paate hai najaat
Yeshua Yeshua
Verse 5Jis naam vo saath hai Yeshua
Yeshua Yeshua
Doobne se bachaata hai Yeshua
Yeshua Yeshua
Aag par chalaata hai
Yeshua Yeshua Yeshua