Verse 1Tu khush hota hai mujhe aashish dekar
Namrata se bharta hoon anugrah ko dekh kar ... (2)
Kya hoon main jo aisa prem karta hai
Anugrah ka jharna behta rehta hai ... (2)
Anugrah ka jharna behta rehta hai
Tu khush hota hai...
Verse 2Jo tujhme magan rehte hai
Unke manorathon ko tu poora karta hai ... (2)
Jinse tu prem karta hai ... (2)
Unka peedhi se peedhi bhala hota hai, bhala hota hai
Anugrah ka jharna behta rehta hai
Tu khush hota hai...
Verse 3Teri yojana mere khatir
Badi manbhavni aur khoobsurat hai ...(2)
Ujjwal bhavishya ki aasha ... (2)
Jeevan ke ant tak mera kushal hota rahe, kushal hota rahe
Anugrah ka jharna behta rehta hai
Tu khush hota hai...
Aanewala
Verse 4Ek din ye aankhen dekhengi teri mahima
Jag sara roshan hoga
Teri ibadat karne jee uthenge hum
Tu hai suroor khuda
Waqt thahrega bheed ek kshan mein tu dikhega
Tu hai aashish un sab ka
Jab ye aankhen dekhengi tumko wo jaanegi
Aa raha hai din phir yeshu ka
Verse 5Ki yeshu masih aanewala hai
Tujhe le jaane aanewala hai … (2)
Ek din ye aankhen…
Verse 6O o o o
Wo aaye hai lahu bahane
O o o o
Ve aayenge tumhe le jaane … (3)
Yeshu masih aanewala hai
Tujhe le jaane aanewala hai