Verse 1Tu pyaar kaa saagar, saagar dayaa kaa tu hum
Tere pyaar ke saagar mein hum tairnaa chaahte hain
Verse 2Gahraai mile saagar ki
Unchaai mile aasmaan ki
Par koi naap naa paayegaa
Gahraai tere pyaar ki – 2
Verse 3Parmeshwar hone par bhi tu
Maanav rup dhaaran kiyaa
Prabhu tere isi pyaar ne
Humko diwaanaa banaayaa