Verse 1yahova nissi, yahova nissi ... (2)
yahova nissi, yahova nissi
dhanya tera naam
dhanya-dhanya dhanya tera naam
Verse 2shatruon ki sena ko harata tu
jay ka jhanda hai hamara tu ... (2)
dhanya tera naam
dhanya-dhanya dhanya tera naam...
Verse 3shaitaan ke sar ko kuchal ke tu
mrityun par jayavant hua hai tu ... (2)
dhanya tera naam
dhanya-dhanya dhanya tera naam...
Verse 4jay ke utsav mein liye chalta tu
sugandh vachan ham se hai failata tu ... (2)