Verse 1Yeshu naam bajo re, Yeshu naam
Yeshu naam se bante hain
Bigde kaam
Verse 2Yeshu hi hai maarg, satya jeevan
Apna jeevan karo use arpan
Yeshu naam hai
Yeshu naam hai sabse meetha naam
Yeshu naam se bante hain bigde kaam
Verse 3Andhon ko aankhen dee, bhookhon ko khilaaya
Tyage huon ko usne seene se lagaaya
Yeshu naam mein
Yeshu naam mein change hote hain beemaar
Yeshu naam se bante hain bigde kaam
Yeshu naam...
Verse 4Aao mere bhaiyon
Aao meri behno
Vandan mein uske apna sheesh jhukao
Yeshu naam mein
Yeshu naam mein tham jaate hain toofaan
Yeshu naam se bante hain bigde kaam
Yeshu naam...